Tarkeebein
Band Baaja Baaraat
Lyrics
Tarkeebein ... tarkeebein ... tarkeebein
Tarkeebein tarkeebein kitni hai tarkeebein
Tarkeebein tarkeebein apni hai tarkeebein
Satrangi sapne hai atrangi tarkeebein
Tarkeebein tarkeebein kitni hai tarkeebein
Tarkeebein tarkeebein apni hai tarkeebein
Satrangi sapne hai atrangi tarkeebein
Tarkeebein tarkeebein
Tarkeebein tarkeebein
Sar pe maalish ke jaise hai mansoobe har dil ke
Uljhe baalon se lekin raaste hai manzil ke
Jebon mein rakh le yaara kangi hai tarkeebein
Tarkeebein tarkeebein kitni hai tarkeebein
Tarkeebein tarkeebein apni hai tarkeebein
Tarkeebein ... tarkeebein ... tarkeebein
Hum kal se kal hi niptenge
Joh hoga dekh lenge
Hum tas se mas na honge
Joh hoga dekh lenge
Thande pade joh haunsle sek lenge
Chadte sooraj ko chhu ke sek lenge
Tension wension kya hai bas maathe pe bal hote hai
Beparwah muskaano se hi masle hal hote hai
Aazmaale aazmaale changi hai tarkeebein
Tarkeebein tarkeebein kitni hai tarkeebein
Tarkeebein tarkeebein apni hai tarkeebein
Satrangi sapne hai atrangi tarkeebein
Tarkeebein tarkeebein
Tarkeebein tarkeebein
Satrangi sapne hai atrangi tarkeebein
Bachpan se gyan sunte hai
Mat samjho life is easy
Itni bhi kya hai jaldi
Thoda sa take it easy
Maana future se umeedein toh lagi hai
Kyun na jiye joh aaj mein zindagi hai
Mushkil ke dhabbo ko jamke mehnat se dho lenge
Kam joshi kaisi bhaiya hum saare nal kholenge
Aazmaale aazmaale tanki hai tarkeebein

Watch Video