Lyric4U
Tanhai Tanhai

Koyla

Watch Video
Lyrics
Tanhai tanhai tanhai
Dono ko paas le aayi
Tanhai tanhai tanhai
Dono ko paas le aayi
Pyar mein beh gaye do dil
Mauj yeh kaisi aayi
Tanhai tanhai tanhai
Dono ko paas le aayi
Pyar mein beh gaye do dil
Mauj yeh kaisi aayi
Aaj hawaon ne bansi bajayi
Bin kahe dil ki baat batayi
Aaj hawaon ne bansi bajayi
Bin kahe dil ki baat batayi
Le doobi mere pagal mann ko
Tere pyar ki yeh gehrai
Tanhai tanhai tanhai
Dono ko paas le aayi
Pyar mein beh gaye do dil
Mauj yeh kaisi aayi
Dard ka tere ehsaas raha hai
Tera ehsaas mere paas raha hai
Dard ka tere ehsaas raha hai
Tera ehsaas mere paas raha hai
Ek tujhe bas meri lagan thi
Baat yeh der se samajh mein hai aayi
Tanhai tanhai tanhai
Dono ko paas le aayi
Pyar mein beh gaye do dil
Mauj yeh kaisi aayi
Tanhai tanhai tanhai
Dono ko paas le aayi
Pyar mein beh gaye do dil
Mauj yeh kaisi aayi
Watch Video