Taki O Taki
Himmatwala (1983)
Lyrics
Hey taki o taki, o taki taki re
Jab se tu aankhon mein jhanki
Taki o taki, o taki taki re
Jab se main aankhon mein jhanki
Arre aapas mein tak-dhin tak-dhin ho gaya
Ab kya reh gaya baki
Taki o taki, o taki taki re
Jab se main aankhon mein jhanki
Aapas mein tak-dhin tak-dhin ho gaya
Ab kya reh gaya baki
Taki o taki, o taki taki re
Jab se main aankhon mein jhanki
Kaisi yeh lagan hai, kaisi yeh agan hai
Milke mann bhare nahi kaisa yeh milan hai
Khila khila badan hai, gaalon mein chaman hai
Naye naye pyar ki naino mein kiran hai
Kaisi yeh lagan hai, kaisi yeh agan hai
Milke mann bhare nahi kaisa yeh milan hai
Khila khila badan hai, gaalon mein chaman hai
Naye naye pyar ki naino mein kiran hai
Aapas mein tak-dhin tak-dhin ho gaya
Ab kya reh gaya baki
Hey taki o taki, o taki taki re
Jab se main aankhon mein jhanki
Mera dildar tu, mujhe ikraar hai
Sara jag jaan gaya tera mera pyar hai
Hoke badnaam aur huye mashoor hum
Ab sari zindagi honge nahi door hum
Mera dildar tu, mujhe ikraar hai
Sara jag jaan gaya tera mera pyar hai
Hoke badnaam aur huye mashoor hum
Ab sari zindagi honge nahi door hum
Arre aapas mein tak-dhin tak-dhin ho gaya
Ab kya reh gaya baki
Hey taki o taki, o taki taki re
Jab se tu aankhon mein jhanki
Haan haan taki o taki, o taki taki re
Jab se main aankhon mein jhanki
Watch Video