Lyric4U
Tadap Tadap

Hum Dil De Chuke Sanam

Watch Video
Lyrics
Bejaan dil ko tere
Ishq ne zinda kiya
Phir tere ishq ne hi
Is dil ko tabah kiya
Tadap tadap ke is dil
Se aah nikalti rahi
Mujhko saza di pyar ki
Aaisa kya gunaah kiya
Toh lut gaye haan lut gaye
Toh lut gaye hum teri mohabbat mein
Tadap tadap ke is dil
Se aah nikalti rahi
Mujhko saza di pyar ki
Aaisa kya gunaah kiya
Toh lut gaye haan lut gaye
Toh lut gaye hum teri mohabbat mein
Tadap tadap ke is dil
Se aah nikalti rahi
Mujhko saza di pyar ki
Aaisa kya gunaah kiya
Toh lut gaye haan lut gaye
Toh lut gaye hum teri mohabbat mein
Ajab hai ishq yaara
Pal do pal ki khushiyan
Gham ke khazane milte hain phir
Milti hai tanhaiyan
Kabhi aansoon kabhi aahein
Kabhi shikve kabhi naalein
Tera chehra nazar aaye
Tera chehra nazar aaye
Mujhe din ke ujaalon mein
Teri yaadein tadpayein
Teri yaadein tadpayein
Raaton ke andheron mein
Tera chehra nazar aaye
Machal machal ke is dil
Se aah nikalti rahi
Mujhko saza di pyar ki
Aaisa kya gunaah kiya
Toh lut gaye haan lut gaye
Toh lut gaye hum teri mohabbat mein
Agar mile khuda toh
Poochunga khudaya
Jism mujhe deke mitti ka
Sheeshay sa dil kyun banaya
Aur us pe diya fitrat
Ke woh karta hai mohabbat
Wah re wah teri kudrat
Wah re wah teri kudrat
Us pe de diya kismat
Kabhi hai milan kabhi furqat
Kabhi hai milan kabhi furqat
Hai yehi kya woh mohabbat
Wah re wah teri kudrat
Sisak sisak ke is dil
Se aah nikalti rahi
Mujhko saza di pyar ki
Aaisa kya gunaah kiya
Toh lut gaye haan lut gaye
Toh lut gaye hum teri mohabbat mein
Tadap tadap ke is dil
Se aah nikalti rahi
Mujhko saza di pyar ki
Aaisa kya gunaah kiya
Toh lut gaye haan lut gaye
Toh lut gaye hum teri mohabbat mein
Watch Video