Sweety Tera Drama
Bareilly Ki Barfi
Lyrics
Abracadabra, mora sanwara hai bawra
Dhoti kurta pehanke ghoome Delhi ho ya Agra
Bareilly wale jhumke pe jiya lalchaye
Kamar lachkaye toh lakhon gir jaaye
Mujik!
Bareilly wale jhumke pe jiya lalchaye
Kamar lachkaye toh lakhon gir jaaye
Kaahe maare re taana
Kyun banta hai sayana
Na main teri gujariya
Na tu mera deewana
Sweety tera
Hoye Sweety tera drama macha de hungama
Ladaye joh nazariya zulam hoyi gawa
Haan tere hai deewane, tu maane ya na maane
Arre sun le gujariya balam hoyi gawa
Mujik!
Bawra!
Karo ji na halla
Hai dekhe mohalla
Mile kya tamasha dikha ke
Thama do ji palla
Na samjho nithala
Mujhe pyari bhasha sikha ke
Kaahe maare re taana
Kyun banta hai sayana
Na main teri gujariya
Na tu mera deewana
Sweety tera
Hoye Sweety tera drama macha de hungama
Ladaye joh nazariya zulam hoyi gawa
Haan tere hai deewane, tu maane ya na maane
Arre sun le gujariya balam hoyi gawa
Abracadabra, mora sanwara hai bawra
Dhoti kurta pehanke ghoome Delhi ho ya Agra
Watch Video