Sun Meri Banno
Anjaam
Lyrics
Sun meri banno, sun sun meri banno
Sun meri banno, sun sun meri banno
Shaadi ka laddu aisa ... kaisa, kaisa
Shaadi ka laddu aisa ... kaisa, kaisa
Joh khaye woh pachtaye
Joh na khaye lalchaye
Joh khaye woh pachtaye
Joh na khaye lalchaye
Sun meri banno, sun sun meri banno
Sun meri banno, sun sun meri banno
Shaadi ka laddu aisa ... kaisa, kaisa
Shaadi ka laddu aisa ... kaisa, kaisa
Joh khaye woh pachtaye
Joh na khaye lalchaye
Joh khaye woh pachtaye
Joh na khaye lalchaye
Biwi kitni bhi ho khoobsurat
Kuch din hi piya mann bhaye
Biwi kitni bhi ho khoobsurat
Kuch din hi piya mann bhaye
Karke na jaane kitne bahane
Jaake shohar kahin dil lagaye
Yahan jiski hui hai shaadi
Kehta hai isse barbaadi
Yahan jiski hui hai shaadi
Kehta hai isse barbaadi
Soch ke dil mera ghabraye
Joh khaye woh pachtaye
Joh na khaye lalchaye
Joh khaye woh pachtaye
Joh na khaye lalchaye
Saara din phirte hai maare maare
Na guzarti kanwaaron ki raatein
Saara din phirte hai maare maare
Na guzarti kanwaaron ki raatein
Yeh batayein toh kisko batayein
Dil mein hoti hazaron hi baatein
Inka toh yehi hai kehna
Mushkil hai kanwaara rehna
Inka toh yehi hai kehna
Mushkil hai kanwaara rehna
Neend akele na aaye
Joh khaye woh pachtaye
Joh na khaye lalchaye
Joh khaye woh pachtaye
Joh na khaye lalchaye
Sun meri banno, sun sun meri banno
Sun meri banno, sun sun meri banno
Shaadi ka laddu aisa ... kaisa, kaisa
Shaadi ka laddu aisa ... kaisa, kaisa
Joh khaye woh pachtaye
Joh na khaye lalchaye
Joh khaye woh pachtaye
Joh na khaye lalchaye
Watch Video