Sun Beliya
100 Days
Lyrics
Sun beliya shukriya meharbani
Tu kahe toh naam tere kar doon sari jawani
Arre sun beliya shukriya meharbani
Tu kahe toh naam tere kar doon sari jawani
Tu kahe toh naam tere kar doon sari jawani
Sun mahiya sukriya meharbani

Phoolon mein, fizaon mein, hawaon mein rahega yeh fasana
Teri meri yaari yaara yaad karega yeh zamana

Pyar ke sur, pyar ki lay, pyar ki ho kahani

Sun beliya, sun mahiya, sun beliya
Sheeshay ki tarah hai mera dil, dil todh na dena
Duniya ko chhoda maine, tu mujhe chhod na dena

Mere dilbar tu nahi agar kya meri zindgani

Sun mahiya, sun beliya, sun mahiya
Shaam savere mere hothon pe hai tera hi tarana
Main hoon deewani mera dil bhi hai tera hi deewana

Joh kisi ne di nahi ho, de mujhe woh nishaani
Joh kisi ne di nahi ho, de mujhe woh nishaani
Sun beliya shukriya meharbani
Tu kahe toh naam tere kar doon sari jawani
Tu kahe toh naam tere kar doon sari jawani
Sun mahiya sukriya meharbani
Tu kahe toh naam tere kar doon sari jawani
Tu kahe toh naam tere kar doon sari jawani
Sun beliya, sun mahiya
Sun beliya, sun mahiya
Sun beliya, sun mahiya
Sun beliya
Watch Video