Lyric4U
Suit Boot Mein Aaya Kanhaiya

Kishen Kanhaiya

Watch Video
Lyrics
Happy birthday, happy birthday
Suit boot mein aaya Kanhaiya band bajane ko
Naye geet pe naach nachane naye zamane ko

Aaya aaya aaya aaya band bajane ko

Suit boot mein aaya Kanhaiya
Mere band pe nachega tu kar na sakega inkaar
Boot kholke bandh le ghungru hoja ab tayaar
Aaya aaya aaya aaya band bajane ko
Naye geet pe naach nachane naye zamane ko
Oye suit boot mein aaya Kanhaiya
Band ke saath o mama o mama o mama
Tum break dance dikhlana dikhlana dikhlana
Break down ho jaaye ho jaaye ho jaaye
Par tum mat break lagana lagana lagana
O mama pyare mama
Break, break, break, break
Suit boot mein aaya Kanhaiya band bajane ko
Naye geet pe naach nachane naye zamane ko
Aaya aaya aaya aaya band bajane ko
Naye geet pe naach nachane naye zamane ko
Suit boot mein aaya Kanhaiya
Kala dikhane ka mauka phir kab aayega haath
Pehanke jhumka maar lo thumka mere band ke saath
Naach meri bulbul paisa milega
Naach meri bulbul paisa milega
Kahan kadardan tujhe aisa milega