Lyric4U
Suhana Safar

Madhumati

Watch Video
Lyrics
Suhana safar aur yeh mausam haseen
Suhana safar aur yeh mausam haseen
Humein dar hai hum kho na jaye kahin
Suhana safar aur yeh mausam haseen
Yeh kaun hasta hai phoolon mein chupkar
Bahaar bechain hai kiski dhun par
Yeh kaun hasta hai phoolon mein chupkar
Bahaar bechain hai kiski dhun par
Kahin gun-gun, kahin run-jhun, ke jaise naache zameen
Suhana safar aur yeh mausam haseen
Humein dar hai hum kho na jaye kahin
Suhana safar aur yeh mausam haseen
Yeh gori nadiyo ka chalna uchhalkar
Ke jaise alhad chale pee se milkar
Yeh gori nadiyo ka chalna uchhalkar
Ke jaise alhad chale pee se milkar
Pyare pyare yeh nazare nikhaar hai har kahin
Suhana safar aur yeh mausam haseen
Suhana safar aur yeh mausam haseen
Humein dar hai hum kho na jaye kahin
Suhana safar aur yeh mausam haseen
Woh aasmaan jhuk raha hai zameen par
Woh aasmaan jhuk raha hai zameen par
Yeh milan humne dekha yahin par
Woh aasmaan jhuk raha hai zameen par
Yeh milan humne dekha yahin par
Meri duniya, mere sapne, milenge shayad yahin
Suhana safar aur yeh mausam haseen
Suhana safar aur yeh mausam haseen
Humein dar hai hum kho na jaye kahin
Suhana safar aur yeh mausam haseen
Suhana safar aur yeh mausam haseen
Watch Video