Subhanallah
Yeh Jawaani Hai Deewani
Lyrics
Ek din kabhi joh khud ko taraashe
Meri nazar se tu zara
Hai re ...
Aankhon se teri kya kya chupa hai
Tujhko dikhaon main zara
Hai re ...
Ek ankahi si daastan daastan
Kehne lagega aaina
Subhanallah
Joh ho raha hai
Pehli daffa hai
Wallah aaisa hua
Subhanallah
Joh ho raha hai
Pehli daffa hai
Wallah aaisa hua
Meri khamoshi se baatein chun lena
Unki dori se taarifen bhun lena
Meri khamoshi se baatein chun lena
Unki dori se taarifen bhun lena
Kal nahi the joh aaj lagti hoon
Taarif meri hai khama-khaan
Tohfa hai tera meri ada
Ek din kabhi joh khud ko pukaare
Meri zubaan se tu zara
Hai re ...
Tujh mein chupi si joh shayari hai
Tujhko sunaon main zara
Hai re ...
Yeh toh dilon ka vaasta vaasta
Khul ke bataya jaye na
Subhanallah
Joh ho raha hai
Pehli daffa hai
Wallah aaisa hua
Subhanallah
Joh ho raha hai
Pehli daffa hai
Wallah aaisa hua
Subhanallah
Joh ho raha hai
Pehli daffa hai
Wallah aaisa hua
Subhanallah
Joh ho raha hai
Pehli daffa hai
Wallah aaisa hua
Watch Video