Lyric4U
Subah Subah

Sonu Ke Titu Ki Sweety

Watch Video
Lyrics
Pehle hi lamhe mein hai beqarari si
Aage kya hoga nahi hai pata
Teri taraf ja raha hai mujhe chhod ke
Jaane kyun aaj dil yeh mera
Shuruvatein nayi
Hai yeh baatein nayi
Ab raatein gayi, aisa laga
Subah subah tu joh mila
Tu joh mila toh mili hai saanson ko hawa
Subah subah tu joh mila
Tu joh mila toh mili hai saanson ko hawa
Tu joh mila
Marzi se teri meri dhadkane
Ab toh karne lagi hai safar
Tune dekha toh jeene ki khwaahish jage
Zindagi jaise teri nazar
Tujhse hi hai meri duniya sari
Tujhse hi toh kar li hai dil ne yaari
Tujhse hi hai meri duniya sari
Tujhse hi toh kar li hai dil ne yaari
Tu hai toh khud ka hai pata
Subah subah tu joh mila
Tu joh mila toh mili hai saanson ko hawa
Subah subah tu joh mila
Tu joh mila toh mili hai saanson ko hawa
Tu joh mila
Pehle kadam pe hi manzil mili hai
Ab in raahon ka mujhko karna hai kya
Duniya ki baaton se lena hai kya
Ik tere hi toh lafzon se hai vasta