Lyric4U
Sochna Kya

Ghayal

Watch Video
Lyrics
Sochna kya joh bhi hoga dekha jayega
Sochna kya joh bhi hoga dekha jayega
Kal ke liye aaj ko na khona
Aaj yeh na kal aayega
Sochna kya joh bhi hoga dekha jayega
Joh hona hoga, hoga wohi
Sochke tu kya payega
Sochna kya joh bhi hoga dekha jayega
Sochna kya joh bhi hoga dekha jayega
Kal ke liye aaj ko na khona
Aaj yeh na kal aayega
Saath hai hum sab isse badi kya khushi
Saath hai hum sab isse badi kya khushi
Thoda muskurao, thoda gungunao
Isika hai naam zindagi
Saath hai hum sab isse badi kya khushi
Koi na jaane kab aa jaye
Ghadi bichad jaane ki
Sochna kya joh bhi hoga dekha jayega
Sochna kya joh bhi hoga dekha jayega
Kal ke liye aaj ko na khona
Aaj yeh na kal aayega
Woh hai insaan haste gaate joh jiye
Woh hai insaan haste gaate joh jiye
Zindagi salamat pyar ki hai nimat
Aur hum mein kya chahiye
Woh hai insaan haste gaate joh jiye
Sehara mein chaman, pathhar mein baahar
Hoti hai uske liye
Sochna kya joh bhi hoga dekha jayega
Sochna kya joh bhi hoga dekha jayega
Kal ke liye aaj ko na khona
Aaj yeh na kal aayega
Sochna kya joh bhi hoga dekha jayega
Joh hona hoga, hoga wohi
Sochke tu kya payega
Watch Video