Socha Nahin Tha
Kaante
Lyrics
Socha nahin tha taqdeer yahan layegi
Manzil pe aate hi jaan chali jayegi
Yeh toh sikandar ne bhi nahin tha socha
Aane se pehle khushi laut jayegi
Humne socha tha kya aur kya se kya hua
Jaa rahe hai aaj yeh zamane ko batake
Yeh kya ho gaya rama re
Yeh kya ho gaya maula re
Yeh kya ho gaya rama re
Yeh kya ho gaya maula re
Tera kasoor tha ya mera kasoor tha
Tera guroor tha ya mera guroor tha
Rabba main itna bura nahin hota
Tu agar bewafa nahin hota
Itna bata mujhe, kya mila tujhe
Gham ke yeh kaante meri raahon mein bichake
Yeh kya ho gaya rama re
Yeh kya ho gaya maula re
Yeh kya ho gaya rama re
Yeh kya ho gaya maula re
Yeh kya ho gaya rama re
Yeh kya ho gaya maula re
Yeh kya ho gaya rama re
Yeh kya ho gaya maula re
Watch Video