Sirf Tum
Sirf Tum
Lyrics
Yeh zameen aasmaan
Yeh sadi, yeh jahaan
Yeh chaman, yeh fiza
Kuch rahe na rahe
Pyar toh hamesha rahega
Pyar toh hamesha rahega
Mere dil mein kaun hai
Dhadkano mein kaun hai
Kaun hai nazar mein
Sirf tum, sirf tum, sirf tum
Aankhon se milti hai aankhen
Ho jaati hai dil ki saari baatein
Betaabi mein din kat'te hai
Karvat lekar kat'ti saari raatein
Har pal badta jaaye is mein aisa hai nasha
Dil ne yeh pukaara aur deewano ne kaha
Pyar toh hamesha rahega
Pyar toh hamesha rahega
Na duniya ki daulat maange
Na chandi maange, na maange sona
Jaati dharam mazhab na maane
Ho jaata hai jab jisse hai hona
Vedon mein likha hai aur granthon mein padha
Sabne hai yeh maana aur sabko hai pata
Pyar toh hamesha rahega
Pyar toh hamesha rahega
Mere dil mein kaun hai
Dhadkano mein kaun hai
Kaun hai nazar mein
Sirf tum, sirf tum, sirf tum
Yeh zameen aasmaan
Yeh sadi, yeh jahaan
Yeh chaman, yeh fiza
Kuch rahe na rahe
Pyar toh hamesha rahega
Pyar toh hamesha rahega
Pyar toh hamesha rahega
Watch Video