Lyric4U
Shyam Teri Bansi Pukare

Geet Gaata Chal

Watch Video
Lyrics
Shyam teri bansi pukare Radha naam
Shyam teri bansi pukare Radha naam
Log kare Meera ko yun hi badnaam
Shyam teri bansi pukare Radha naam
Shyam teri bansi pukare Radha naam
Log kare Meera ko yun hi badnaam
Log kare Meera ko yun hi badnaam
Sanvare ki bansi ko bajne se kaam
Sanvare ki bansi ko bajne se kaam
Radha ka bhi Shyam woh toh Meera ka bhi Shyam
Radha ka bhi Shyam woh toh Meera ka bhi Shyam
Jamuna ki leharein, bansibat ki chhaiya
Kiska nahi hai kaho Krishan kanhaiya
Jamuna ki leharein, bansibat ki chhaiya
Kiska nahi hai kaho Krishan kanhaiya
Shyam ka deewana toh saara brij dhaam
Shyam ka deewana toh saara brij dhaam
Log kare Meera ko yun hi badnaam
Sanvare ki bansi ko bajne se kaam
Sanvare ki bansi ko bajne se kaam
Radha ka bhi Shyam woh toh Meera ka bhi Shyam
Radha ka bhi Shyam woh toh Meera ka bhi Shyam
Kaun jaane bansuriya kisko bulaye
Jiske mann bhaaye woh ussi ke gun gaaye
Kaun jaane bansuriya kisko bulaye
Jiske mann bhaaye woh ussi ke gun gaaye
Kaun nahi, kaun nahi bansi ki dhun ka ghulaam
Radha ka bhi Shyam woh toh Meera ka bhi Shyam
Shyam teri bansi pukare Radha naam
Shyam teri bansi, kanhaiya teri bansi pukare Radha naam
Log kare Meera ko yun hi badnaam
Watch Video