Shukriya Shukriya
Hamara Dil Aapke Paas Hai
Lyrics
Shukriya shukriya shukriya mere piya
Jitne soye khwaab the sabko jaga diya
Shukriya shukriya shukriya mere piya
Jitne soye khwaab the sabko jaga diya
Jaage sapne, jaage armaan, jaagi hai dhadkan
Kaisi duniya, kya zamana, todh har bandhan
Jaage sapne, jaage armaan, jaagi hai dhadkan
Kaisi duniya, kya zamana, todh har bandhan
Shukriya shukriya shukriya mere piya
Jitne soye khwaab the sabko jaga diya
Kya kahoon kya maine tumse milke paaya hai
Tum joh aaye zindagi mein rang aaya hai
Kya kahoon kya maine tumse milke paaya hai
Tum joh aaye zindagi mein rang aaya hai
Aao tumko le chalun main dil ki raahon mein
Aaj humko manzilon ne khud bulaya hai
Shukriya shukriya shukriya mere piya
Jitne soye khwaab the sabko jaga diya
Barkha badal, choli aanchal, phool aur khushboo
Hum bhi yoon hi saath mein hai jaan le yeh tu
Shukriya shukriya shukriya mere piya
Jitne soye khwaab the sabko jaga diya
Mere dil ka haal kya hai kya kahoon tumse
Pyar itna paake mere hosh hai gum se
Mere dil ka haal kya hai kya kahoon tumse
Pyar itna paake mere hosh hai gum se
Zindagi bhar pyar mera kam nahi hoga
Maang lo tum jaan bhi toh gham nahi hoga
Shukriya shukriya shukriya mere piya
Jitne soye khwaab the sabko jaga diya
Dharti ambar, dariya sagar, geet aur sargam
Mauj saahil, rasta manzil, saath hai yoon hum
Shukriya shukriya shukriya mere piya
Jitne soye khwaab the sabko jaga diya
Shukriya shukriya shukriya mere piya
Jitne soye khwaab the sabko jaga diya
Watch Video