Shikwa Karun Ya Shikayat Karun
Sapne Saajan Ke
Lyrics
Shikwa karun ya shikayat karun
Shikwa karun ya shikayat karun
Par main tujhi se mohabbat karun
Par main tujhi se mohabbat karun
Baaghi banun ya bagavat karun
Baaghi banun ya bagavat karun
Par main tujhi se mohabbat karun
Par main tujhi se mohabbat karun
Mohabbat mein aksar ladaai hui hai
Magar na kabhi bhi judaai hui hai
Mohabbat mein aksar ladaai hui hai
Magar na kabhi bhi judaai hui hai
Saare jahaan ke sitam mujhko dede
Aaja sanam apne gham mujhko dede
Khake kasam kehti hoon sanam tujhse main pehli baar
Nafrat karun ya adawat karun
Nafrat karun ya adawat karun
Par main tujhi se mohabbat karun
Par main tujhi se mohabbat karun
Mujhko bhi aata hai vaada nibhana
Tere liye chhod dunga zamana
Mujhko bhi aata hai vaada nibhana
Tere liye chhod dunga zamana
Main bhi nibhaungi chahat ki kasmein
Todungi main saari duniya ki rasmein
Khushiyan mile pyar mein chahe gham honge juda hum na yaar
Roothun ya tujhse shararat karun
Roothun ya tujhse shararat karun
Par main tujhi se mohabbat karun
Par main tujhi se mohabbat karun
Shikwa karun ya shikayat karun
Baaghi banun ya bagavat karun
Par main tujhi se mohabbat karun
Par main tujhi se mohabbat karun
Par main tujhi se mohabbat karun
Par main tujhi se mohabbat karun
Watch Video