Lyric4U
Sherry Main Ho Gaya Deewana

Vijeta

Watch Video
Lyrics
Sherry main ho gaya deewana
Sherry main ho gaya deewana
Jaaneman mujhe tune pagal kiya
Dard kya meri dhadkano ko diya
Sherry main ho gaya deewana
Sherry main ho gaya deewana
Jaaneman mujhe tune pagal kiya
Dard kya meri dhadkano ko diya
Dekha tujhe dekha tujhe jab se dekha tujhe
Dil ne kaha mere dil ne kaha tujhsa na koi yahan
Sherry main ho gaya deewana
Sherry main ho gaya deewana
Aankhon se bol gayi, raaz-e-wafa khol gayi
Aankhon se bol gayi, raaz-e-wafa khol gayi
Chhod de sharmana, yoon na palkein jhuka
Kyun bhala tadpana meri baahon mein aa
Jaana tujhe jaana tujhe jab se jaana tujhe
Dil ne kaha mere dil ne kaha tujhsa na koi yahan
Sherry main ho gaya deewana
Sherry main ho gaya deewana
Tanhaai mast samma uspe tera husn jawan
Tanhaai mast samma uspe tera husn jawan
Kaali kaali raahein jaise kajal tera
Makhmali haryali jaise aanchal tera
Chaha tujhe chaha tujhe jab se chaha tujhe