Lyric4U
Sher Aaya Sher

Gully Boy

Watch Video
Lyrics
Sher ki zubani sun yeh shehar ki kahani
Yahan rap nahi hota tere behen ko bhaga di
Ladkiyan na gaadi apni alag hi aabadi
Asal rap ka jwala tere aatma mein jaga di
Kyun ki farak hai
Aa tujhe chhedne ki talab hai
Tu nakli wala mard, mardangi pe kalank
Haiwaniyat ki shakal
Jitni tujh mein garmi usse zyada garam mera kalam
Kyun itna besharam
Kya kaam ka woh aaj jis mein tera kal nahi
Kya kaam ka woh kaam jis mein tu safal nahi
Bal nahi, dimag ki zaroorat
Tere bhai ki hukumat
Sachai ki yeh surat
Bhaag bhaag bhaag aaya sher aaya sher
Bhaag bhaag bhaag aaya sher aaya sher
Bhaag bhaag bhaag aaya sher aaya sher
Sachai ki hai lehar har mohalle mein kehar
Ab dadagiri band kar tu chal toh sambhal kar
Khudko tu dhoondhke tu usko amal kar
Nakli guroor usko masal kar
Nakli wajood usko kuchal kar
Zara kam kar shaanegiri kam kar
Zara kam kar lukhegiri kam kar
Aa dhandha kar joh bukhar tere sar par kam kar
Guroor yeh khatam kar
Zara kam kar shaanegiri kam kar
Zara kam kar lukhegiri kam kar
Aa dhandha kar joh bukhar tere sar par kam kar
Guroor yeh khatam kar
Bhaag bhaag bhaag aaya sher aaya sher
Bhaag bhaag bhaag aaya sher aaya sher
Bhaag bhaag bhaag aaya sher aaya sher
Sachai ki hai lehar har mohalle mein kehar
Bhaag bhaag bhaag aaya sher aaya sher
Bhaag bhaag bhaag aaya sher aaya sher
Bhaag bhaag bhaag aaya sher aaya sher
Bhaag bhaag bhaag ... o aa
Watch Video