Lyric4U
Shanana Na

Maine Dil Tujhko Diya

Watch Video
Lyrics
Hai yeh dosti yaaro zindagi
Iska ek pal jaise ik sadi
Pyar mein jiyo itna jaan lo
Dil ne joh kaha usko maan lo
Lelo maza zindagi ka hai har pal suhana
Shanana na, shanana na
Shanana na, shanana na
Apne yaaron mein ek yaar hai
Aaj joh bahut bekaraar hai
Iska aaj dil chaal chal gaya
Kya hua isse yeh badal gaya
Yeh ho gaya hai kisika isse jaane do na
Shanana na, shanana na
Shanana na, shanana na
Bas mein nahi dil aaj raat
Aankhon mein hai honthon ki baat
Kaise hua yeh kya hua
Sab kuch hai kyun badla hua
Shanana na, shanana na
Shanana na, shanana na
Hai yeh dosti yaaro zindagi
Iska ek pal jaise ik sadi
Chup hum rahe toh kaise rahe
Kuch hum kahe toh kaise kahe
Kaabu nahi khud pe raha
Jaanu na main iski wajah
Joh bhi hota hai aaj hone do
Apne pyar mein dil ko khone do
Bolo bolo na kuch toh bolo na
Raaz dil ke tum aaj kholo na
Kehdo ke dil ho gaya hai tumhara deewana
Shanana na, shanana na
Shanana na, shanana na
Shanana na, shanana na
Aisa asar dil pe hua
Joh baat main keh na saka
Kehna hai ab mujhko wohi
Kehna hai joh tumko bhi
Humko khabar ho na saki
Deewangi badhti rahi
Karta raha jaadu asar
Aur hum rahe bekhabar
Aankhon aankhon mein baat ho gayi
Baaton baaton mein baat ban gayi
Pyar mein jiyo itna jaan lo
Dil ne joh kaha usko maan lo
Hum sab ne milke kaha joh woh tum bhi kaho na
Shanana na, shanana na
Shanana na, shanana na
Hai yeh dosti yaaro zindagi
Iska ek pal jaise ik sadi
Pyar mein jiyo itna jaan lo
Dil ne joh kaha usko maan lo
Lelo maza zindagi ka hai har pal suhana
Shanana na, shanana na
Shanana na, shanana na
Shanana na, shanana na
Shanana na, shanana na
Watch Video