Lyric4U
Shaam Gayi Raat Aayi

Shree 420

Watch Video
Lyrics
Shaam gayi raat aayi ke balam aaja
Shaam gayi raat aayi ke balam aaja
Taaron ki baraat aayi ke balam aaja
Taaron ki baraat aayi ke balam aaja
O balam aaja ab toh sanam aaja
O balam aaja ab toh sanam aaja
Shaam gayi raat aayi ke balam aaja
Raat aur din ke milan ki ghadi mein
Thandi thandi saawan ki chhadi mein
Do dilon ne joh baandhe the bandhan
Do dilon ne joh baandhe the bandhan
Un mein khoyi khadi main khadi main
Yaad mulaqat aayi ke balam aaja
Yaad mulaqat aayi ke balam aaja
O balam aaja ab toh sanam aaja
O balam aaja ab toh sanam aaja
Shaam gayi raat aayi ke balam aaja
Meechu aankhen toh teri suratiya
Cham cham chamke jaise bijuriya
Pyar bhare tere naino ke rang mein
Pyar bhare tere naino ke rang mein
Bheege mann ki chunariya chunariya
Jaise barsaat aayi ke balam aaja
Jaise barsaat aayi ke balam aaja
O balam aaja ab toh sanam aaja
O balam aaja ab toh sanam aaja
Shaam gayi raat aayi ke balam aaja
Taaron ki baraat aayi ke balam aaja
Watch Video