Lyric4U
Shaabaashiyaan

Mission Mangal

Watch Video
Lyrics
Kehte the log joh qabil nahi hai tu denge wohi salaamiyaan
Dil thaamke jahaan dekhega ek din teri bhi kamyaabiyaan
Karke dikha kamaal woh
Aake zameen pe deke jaaye aasmaan
Shaabaashiyaan, shaabaashiyaan
Shaabaashiyaan, shaabaashiyaan
Shaabaashiyaan, shaabaashiyaan
Shaabaashiyaan, shaabaashiyaan
Sach hone ki khatir joh sapne keemat maangenge
Jaagke raatein keemat bhar dena
Jab nazdeek se dekhe toh khushiyon ke aansun aaye
Tu nazron ko woh manzar dena
Khoobi ek hi ek din mitayegi teri hazaar khaamiyaan
Karke dikha kamaal woh
Aake zameen pe deke jaaye aasmaan
Shaabaashiyaan, shaabaashiyaan
Shaabaashiyaan, shaabaashiyaan
Shaabaashiyaan, shaabaashiyaan
Shaabaashiyaan, shaabaashiyaan
Watch Video