Lyric4U
Sha La La Baby

Andaaz

Watch Video
Lyrics
Sha la la ... sha la la
Sha la la baby bolo
Sha la la baby bolo
Sha la la baby bolo sha la la
Aayega sapno mein baar baar
Hai mere dil ko aitbaar
Aayega sapno mein baar baar
Hai mere dil ko aitbaar
Aayega ek din woh mera yaar
Aayega ek din woh mera yaar
Main uski ho jaaungi
Pyar mein uske kho jaaungi
Main uski ho jaaungi
Pyar mein uske kho jaaungi
Sha la la baby bolo
Sha la la baby bolo
Sha la la baby bolo sha la la
Aaye joh sapno mein baar baar
Hai mere dil ko aitbaar
Aaye joh sapno mein baar baar
Hai mere dil ko aitbaar
Aayega ek din woh mera yaar
Aayega ek din woh mera yaar
Main uska ho jaaunga
Pyar mein uske kho jaaunga
Main uska ho jaaunga
Pyar mein uske kho jaaunga
Sha la la baby bolo
Sha la la baby bolo
Sha la la baby bolo sha la la
Aankhon se neendein churata hai
Sari sari raat jagata hai
Betaabiyon ko badhata hai
Mujhko bada tadpata hai
Duniya se begana hai
Mujhko usse samjhana hai
Dil uska deewana hai
Ishq hai kya ab jana hai
Uspe karunga main jaanisar
Hai mere dil ko aitbaar
Uspe karunga main jaanisar
Hai mere dil ko aitbaar
Aayega ek din woh mera yaar
Aayega ek din woh mera yaar
Main uski ho jaaungi
Pyar mein uske kho jaaungi
Main uski ho jaaungi
Pyar mein uske kho jaaungi
Sha la la baby bolo
Sha la la baby bolo
Sha la la baby bolo sha la la
Sha la la ... sha la la
Mujhko jiski talash hai
Usko nahi ehsaas hai
Woh mere kitne paas hai
Mere liye woh khaas hai
Mujhsa kahin nahi payega
Kitna mujhe tadpayega
Samne jab woh aayega
Vapas phir nahi jayega
Cheena hai usne mera karaar
Hai mere dil ko aitbaar
Aayega ek din woh mera yaar
Aayega ek din woh mera yaar
Main uska ho jaaunga
Pyar mein uske kho jaaunga
Main uski ho jaaungi
Pyar mein uske kho jaaungi
Sha la la baby bolo
Sha la la baby bolo
Sha la la baby bolo sha la la
Sha la la baby bolo
Sha la la baby bolo
Sha la la baby bolo sha la la
Sha la la baby bolo
Sha la la baby bolo
Sha la la baby bolo sha la la
Watch Video