Lyric4U
Sayonara Sayonara

Love In Tokyo

Watch Video
Lyrics
Sayonara sayonara vaada nibhaungi sayonara
Ithlati aur balkhati kal phir aaungi sayonara

Sayonara ... sayonara
Chhod de meri baaho ko, rok na meri raaho ko

Itni bhi betaabi kya samjha apni nigaaho ko
Sayonara sayonara vaada nibhaungi sayonara
Ithlati aur balkhati kal phir aaungi sayonara
Sayonara ... sayonara
Chanchal shokh bahaaro mein ras barsate nazaro mein

Tujhko bhool na paungi hoga milan gulzaro mein
Sayonara sayonara vaada nibhaungi sayonara
Ithlati aur balkhati kal phir aaungi sayonara
Sayonara ... sayonara
Hongi roz mulaqatein apne din apni raatein

Kaun humein phir rokega ji bharkar karna baatein