Sawariya Re O Sawariya
Kahin Pyaar Na Ho Jaaye
Lyrics
Sawariya ... sawariya
Sawariya ... sawariya
Teri akhiyan kamaal
Gori baiyan kamaal
Teri akhiyan kamaal
Gori baiyan kamaal
Tera roop hai kamaal
Tera nakhra kamaal
Teri akhiyan kamaal
Gori baiyan kamaal
Tera roop hai kamaal
Tera nakhra kamaal
O tu cheez yaara kamaal
Sawariya re o sawariya le gayi dil tu o sawariya
Sawariya re o sawariya le gayi dil tu o sawariya
Teri akhiyan kamaal
Teri battiyan kamaal
Tera chehra kamaal
Yeh jawani kamaal
O tu cheez yaara kamaal
Sawariya re o sawariya le gaya dil tu o sawariya
Sawariya re o sawariya le gaya dil tu o sawariya
Tera jalwa yaar hua aar paar chaaya khumaar o sawariya
Sawariya ... sawariya
Tera jalwa yaar hua aar paar chaaya khumaar o sawariya
Tune mere yaar aaj pehli baar chhede dil ke taar o sawariya
Sawariya ... sawariya
Teri nazar kamaal
Teri kamar kamaal
Tera roop hai kamaal
Tera nakhra kamaal
O tu cheez yaara kamaal
Sawariya re o sawariya le gayi dil tu o sawariya
Sawariya re o sawariya le gayi dil tu o sawariya
Sawariya ... sawariya
Dhadkan mein tu hai, saanson mein tu hai, neendon mein tu hai o sawariya
Sawariya ... sawariya
Dhadkan mein tu hai, saanson mein tu hai, neendon mein tu hai o sawariya
Baaton mein tu hai, yaadon mein tu hai, vaadon mein tu hai o sawariya
Sawariya ... sawariya
Teri umar kamaal
Tera asar kamaal
Tera roop hai kamaal
Tera nakhra kamal
O tu cheez yaara kamaal
Sawariya re o sawariya le gayi dil tu o sawariya
Sawariya re o sawariya le gayi dil tu o sawariya
Sawariya re o sawariya le gayi dil tu o sawariya
Watch Video