Lyric4U
Sawaar Loon

Lootera

Watch Video
Lyrics
Hawa ke jhonke aaj mausamon se rooth gaye
Gulon ki shokhiyan joh bhanwre aake loot gaye
Badal rahi hai aaj zindagi ki chaal zara
Issi bahane kyun na main bhi dil ka haal zara
Sawaar loon, sawaar loon
Sawaar loon haaye sawaar loon

Baramade purane hai, nayi si dhoop hai
Joh palkein khatkhata raha hai, kiska roop hai
Shararatein kare joh aise bhoolke hijab
Kaise usko naam se main pukaar loon
Sawaar loon, sawaar loon
Sawaar loon haaye sawaar loon
Yeh saari koyalein bani hai aaj daakiyan
Kuhu kuhu mein chitthiyan padhe mazakiyan

Inhe kaho ki na chupaye
Kisne hai likha bataye
Uski aaj main nazar utaar loon