Sau Tarah Ke
Dishoom
Lyrics
Kal subah sochenge joh aaj raat kiya
Kal subah gin lenge saari galtiyan
Tu mera abhi ho jaana ajnabi
Phir hum milenge na kabhi
Kal subah chale jayenge hai ghar jahan
Kal subah bole joh bhi bolega jahaan
Tu mera abhi ho jaana ajnabi
Phir hum milenge na kabhi
Sau tarah ke rog le loon
Ishq ka marz kya hai
Sau tarah ke rog le lu
Ishq ka marz kya hai
Tu kahe toh jaan de doon
Kehne mein harz kya hai
Sau tarah ke rog le loon
Ishq ka marz kya hai
Baahon ko baahon mein de de tu jagah
Tujhse toh do pal ka matlab hai mera
Tere jaise hi mera bhi
Dil khudgarz sa hai
Tere jaise hi mera bhi
Dil khudgarz sa hai
Tu kahe toh jaan de doon
Kehne mein harz kya hai
Sau tarah ke rog le loon
Ishq ka marz kya hai
Sau tarah ke rog le loon
Ishq ka marz kya hai
Ya ... ya ... ya ... ya habibi
Ya ... ya ... ya ... ya habibi
Kal subah tak jhoota bhala pyar kar
Kal subah tak jhooti baatein chaar kar
Tu mera abhi ho jaana ajnabi
Phir hum milenge na kabhi
(Arabic verse)
Tu kahe toh jaan de doon
Kehne mein harz kya hai
Sau tarah ke rog le loon
Ishq ka marz kya hai
Ya ... ya ... ya ... ya habibi
Watch Video