Lyric4U
Sanam Ka Naam Aaye

Sanam

Watch Video
Lyrics
Khuda kare
Khuda kare ke mohabbat mein woh maqaam aaye

Tere labon pe hamesha sanam ka naam aaye

Khuda kare ho o o
Meri tarah se mera bhi tu intezar kare
Meri tarah se mera bhi tu intezar kare
Main jitna chahun tujhe tu bhi utna pyar kare
Mera hai tu teri saanso se yeh payaam aaye
Tere labon pe hamesha sanam ka naam aaye
Tere labon pe hamesha sanam ka naam aaye
Khuda kare ho o o
Meri dua bhi ho shamil teri muraado mein

Khayal banke sama jaun teri yaado mein
Teri nazar mein mera jalwa subah-o-shaam aaye