Sanam Bewafa
Sanam Bewafa
Lyrics
Tune dil mera toda kahin ka na chhoda
Tune dil mera toda kahin ka na chhoda
Sanam bewafa o sanam bewafa
Sanam bewafa o sanam bewafa
Jaaneman meri jaan main nahi bewafa
Jaaneman meri jaan main nahi bewafa
Meri wafa par na tohmat laga
Main nahi bewafa
Main nahi bewafa
Main nahi bewafa
Main nahi bewafa
Kaisa dard diya hai, jeena mushkil kiya hai
Dil mein rehke dil se kaisa badla liya hai
Kaisa dard diya hai, jeena mushkil kiya hai
Dil mein rehke dil se kaisa badla liya hai
Pyar se nata toda, sawan mein rota chhoda
Sanam bewafa o sanam bewafa
Sanam bewafa o sanam bewafa
Tere ras bhare honthon ki kasam
Wafa ka chalan nahi chhodenge hum
Tere ras bhare honthon ki kasam
Wafa ka chalan nahi chhodenge hum
Khayalon mein bhi na yeh sochna
Ke waqif nahi tere dard se hum
Jisne kiya hai humko juda
Milayega humko phir woh khuda
Main nahi bewafa
Main nahi bewafa
Tune dil mera toda kahin ka na chhoda
Sanam bewafa o sanam bewafa
Mere haal par ro rahi hai khudai
Mere haal par ro rahi hai khudai
Sahi jaye na bairi teri judaai
Lambi nahi hai judaai ki raatein
Barsengi phir pyar ki barsaatein
Karta hai puri sabki khuda
Nikalti hai joh bhi dil se dua
Main nahi bewafa
Main nahi bewafa
Sanam bewafa o sanam bewafa
Main nahi bewafa
Main nahi bewafa
Sanam bewafa o sanam bewafa
Main nahi bewafa
Main nahi bewafa
Watch Video