Sama Yeh Suhana
Goonj
Lyrics
Sama yeh suhana
Ho ho ho sama yeh suhana
Akele tum ho akele hum hai
Koi kisi ka deewana
Ho ho ho koi kisi ka deewana
Deewane tum ho deewane hum hai
Sama yeh suhana
Akele tum ho akele hum hai
Yeh chahat ka mausam mehakta mehakta
Yeh masti ka aalam behakta behakta
Yeh chahat ka mausam mehakta mehakta
Yeh masti ka aalam behakta behakta
Sama yeh suhana
Akele tum ho akele hum hai
Koi kisi ka deewana
Deewane tum ho deewane hum hai
Sajayi hai humne khwaabo ki mehfil
Humein mil gayi hai mohabbat ki manzil
Sajayi hai humne khwaabo ki mehfil
Humein mil gayi hai mohabbat ki manzil
Sama yeh suhana
Ho ho ho sama yeh suhana
Akele tum ho akele hum hai
Koi kisi ka deewana
Ho ho ho koi kisi ka deewana
Deewane tum ho deewane hum hai
Sama yeh suhana
Ho ho ho sama yeh suhana
Akele tum ho akele hum hai
Sama ... sama ... sama ... sama
Watch Video