Salaam-E-Ishq
Salaam-E-Ishq
Lyrics
Ishq haai!
Yo people in the house
This is a tribute to the world of love
Teri aankhon ke matwaale kajal ko mera salaam
Zulfon ke kale kale baadal ko mera salaam
Teri aankhon ke matwaale kajal ko mera salaam
Zulfon ke kale kale baadal ko mera salaam
Ghayal karde mujhe yaar
Teri payal ki jhankar
Hey soni soni teri soni har adaa ko salaam
Salaam-e-ishq ishq ishq, salaam-e-ishq
Salaam-e-ishq ishq ishq, salaam-e-ishq
Salaam-e-ishq salaam-e
Salaam-e-ishq salaam-e
Salaam-e-ishq salaam-e
Salaam-e-ishq salaam-e
Ishq haai!
Ho teri mastani anjaani baaton ko mera salaam
Rangon mein doobi doobi raaton ko mera salaam
Khwaabon mein kho gayi main
Deewani ho gayi main
O sohni sohni tere sohni har adaa ko salaam
Salaam-e-ishq ishq ishq, salaam-e-ishq
Salaam-e-ishq ishq ishq, salaam-e-ishq
Salaam-e-ishq salaam-e
Salaam-e-ishq salaam-e
Salaam-e-ishq salaam-e
Salaam-e-ishq salaam-e
Ishq haai!
Ho teri haathan vich mehndi ka rang khila hai
Tujhe sapno da changa mehboob mila hai
Meri banno pyari pyari sari duniya se nyari
Isse doli mein tu leja doliyan, doliyan
Teri meri nazar joh mili pehli baar
Ho gaya, ho gaya tujhse pyar
Dil hai kya, dil hai kya jaan bhi tujhpe nisaar
Maine tujhpe kiya aitbaar
Ho main bhi toh tujhpe mar gayi
Deewanapan kya kar gayi
Meri har dhadkan betaab hai
Palkon vich tera khwaab hai
Ho jaan se bhi pyari pyari jaaniya ko salaam
Salaam-e-ishq
Salaam-e-ishq ishq ishq, salaam-e-ishq
Salaam-e-ishq ishq ishq, salaam-e-ishq
Salaam-e-ishq salaam-e
Salaam-e-ishq salaam-e
Salaam-e-ishq salaam-e
Salaam-e-ishq salaam-e
Ishq haai!
Main tere ishq mein do jahaan vaar doon
Mere vaade pe karle yakeen
Keh rahi hai zameen, keh raha aasmaan
Tere jaisa dooja nahi
Ho aise jaado na daal ve
Na aaon main tere naal ve
Jhooti tareefein chhod de
Ab dil mere dil se jodh de
Ho joh abhi hai dil se nikli us dua ko salaam
Salaam-e-ishq
Salaam-e-ishq ishq ishq, salaam-e-ishq
Salaam-e-ishq ishq ishq, salaam-e-ishq
Salaam-e-ishq salaam-e
Salaam-e-ishq salaam-e
Salaam-e-ishq salaam-e
Salaam-e-ishq salaam-e
Ishq haai!
Rab se hai iltija maaf karde mujhe
Main toh teri ibaadat karoon
Aye meri soniye na khabar hai tujhe
Tujhse kitni mohabbat karoon
Tere bin sab kuch benoor hai
Meri maang mein tera sindoor hai
Saanson mein yehi paighaam hai
Mera sab kuch tere naam hai
Ho dhadkano mein rehnewaali soniye ko salaam
Salaam-e-ishq
Teri aankhon ke matwaale kajal ko mera salaam
Zulfon ke kale kale baadal ko mera salaam
Khwaabon mein kho gayi main
Deewani ho gayi main
O sohni sohni tere sohni har adaa ko salaam
Salaam-e-ishq ishq ishq, salaam-e-ishq
Salaam-e-ishq ishq ishq, salaam-e-ishq
Salaam-e-ishq salaam-e
Salaam-e-ishq salaam-e
Salaam-e-ishq salaam-e
Salaam-e-ishq salaam-e
Salaam-e-ishq salaam-e
Salaam-e-ishq salaam-e
Ishq haai!
Salaam-e-ishq
Watch Video