Saiyan Beimaan
Guide
Lyrics
Mose chhal kiye jaaye
Haaye re haaye, haaye
Dekho saiyan beimaan, saiyan beimaan
Mose chhal, mose chhal
Mose chhal kiye jaaye
Haaye re haaye, haaye
Dekho haan saiyan beimaan
Samjhake main toh haari
Dhamkaya deenhi gaari
(Sargam)
Samjhake main toh haari
Haan dhamkaya deenhi gaari
Aur karoon bhi kya
Dekho mora jiyara haan
Jiyara tadpaye, jiyara tadpaye
Mohe haaye, haaye
Dekho saiyan beimaan
Mose chhal, mose chhal
Mose chhal kiye jaaye
Haaye re haaye, haaye
Dekho saiyan beimaan
Mann ka hai bairi kala
Dil jise de dala
(Sargam)
Mann ka hai bairi kala
Haan dil jise de dala
Preet mori pal pal roye
Tadpaye, tadpaye, tarsaye
Tadpaye, tarsaye
Mohe haaye, haaye
Dekho saiyan beimaan
Mose chhal haan mose chhal
Mose chhal kiye jaaye
Haaye re haaye, haaye
Dekho haan saiyan beimaan
Dekho saiyan beimaan
Dekho saiyan beimaan
Mose chhal kiye jaaye
Dekho saiyan beimaan
Haan beimaan
Haan beimaan
Watch Video