Lyric4U
Saiyaara Reprise

Saiyaara

Watch Video
Lyrics
Main tere kal mein hoon, aaj mein hoon
Main teri saanson ke saaz mein hoon
Aankhen jhuka ke sunle mujhe tu
Main tere dil ki awaaz mein hoon
Tu hausla hai, tu hai iraada
Aadhi main tujh mein, mujh mein tu aadha
Tootun na main bhi, toote na tu bhi
Main tera sapna, tu mera vaada
Haaye main mar hi jaaun joh tujhko na paaun
Baaton mein teri main raatein bitaun
Hothon pe lamha-lamha hai naam tera haaye
Tujhko hi gaaun main, tujhko pukaarun
Saiyaara tu toh badla nahi hai
Mausam zara sa rootha hua hai
Saiyaara tu toh badla nahi hai
Mausam zara sa rootha hua hai
Saiyaara
Saiyaa ... saiyaa ... saiyaa
Watch Video