Saiyaan Re
Salaam-E-Ishq
Lyrics
Bin teri sajni laage jiya na
Tadap tadap jaye more sab armaan
O saiyaan ko chhod ke na ja
Saiyaan re saiyaan re
Yeh gori baiyaan re
Saiyaan re saiyaan re
Yeh gori baiyaan re
Meri chudi, mera kangana
Yaad aayega tujhko sajna
Bache hai, bache hai ab kuch pal tere kawaare
Na re saiyaan ko chhod ke na ja
Na re saiyaan ko chhod ke na ja
Haan na re saiyaan ko chhod ke na ja
Na re saiyaan ko chhod ke na ja
Come to my arms baby now
I've been wanting you for so long
Let me the one to turn you on
Coz this is the way you always belong
Saiyaan re
Yeh ada haai yeh ada, yeh badan
Haai surmayi yeh nayan
Haai aur yeh jadu
Yeh nasha haai yeh nasha, yeh jalan
Haai yeh jalan yeh chubhan
Haai aur yeh khushboo
Teri yeh adayein, teri yeh jawaani
Ab kahan milegi mujhko aye deewani
Hoye, hoye, hoye, hoye
Rang rangeeli roop ki laali
Shaano pe bikhri zulf yeh kaali
Bache hai, bache hai ab kuch pal tere kawaare
Na re saiyaan ko chhod ke na ja
Na re saiyaan ko chhod ke na ja
Haan na re saiyaan ko chhod ke na ja
Na re saiyaan ko chhod ke na ja
Bhool ja
Haai ab yeh raatein kahan
Haai ab yeh baatein kahan
Haai sun meri jaan
Ja re ja
Haai aur yeh raahat kahan
Haai aur yeh chahat kahan
Haai pyaase mehmaan
Aise na daga de, aisi na saza de
Chain aaye zara aisi koi dua de
Hoye, hoye, hoye, hoye
Mera jhumka, mera thumka
Milne waala ab nahi tumko
Bache hai, bache hai ab kuch pal tere kawaare
Na re saiyaan ko chhod ke na ja
Na re saiyaan ko chhod ke na ja
Haan na re saiyaan ko chhod ke na ja
Na re saiyaan ko chhod ke na ja
Na ja, na ja, na ja, ja re ja
Na ja, na ja, na ja, ja re ja
Na re saiyaan ko chhod ke na
Chhod ke na ja, na re saiyaan ko
Haai na re saiyaan ko chhod ke na
Chhod ke na ja
Saiyaan re, saiyaan re
Saiyaan re, saiyaan re
Na re saiyaan ko chhod ke na
O saiyaan saiyaan ko chhod ke na
Na re saiyaan ko chhod ke na ja
Watch Video