Saigal Blues (Duniya Mein Pyar)
Delhi Belly
Lyrics
Duniya mein pyar jab barse
Na jane dil yeh kyun tarse
Duniya mein pyar jab barse
Na jane dil yeh kyun tarse
Duniya mein pyar jab barse
Na jane dil yeh kyun tarse
Haaye
Is dil ko kaise samjhaon
Pagal ko kaise main manaon
Is dil ko kaise samjhaon
Pagal ko kaise main manaon
Nadaaniyan joh tum karte
Bandish mein hum hi kyun marte
Haaye
Is dard ki na hai dawai
Majnu hai ya tu hai kasai
Is dard ki na hai dawai
Majnu hai ya hai tu kasai
Jebon mein lakh phool ghaste
Kyun ek phool pe atke
Haaye
Watch Video