Safarnama
Tamasha (2015)
Lyrics
O ... safarnama
Sawaalon ka safarnama
Shuru tum se
Khatam tum pe safarnama
O ... jise dhoonda
Zamaane mein
Mujh hi mein tha
O ... mere sare
Jawaabon ka safarnama
Meri aur se utha
Teri aur ko kadam pehla
Milenge hum
O ... o ... o
O ... safarnama
Khayalon ka safarnama
Andhere mein
Ujaalon ka safarnama
O ... savare sa
Purana bhi
Naya bhi hai
O ... mohabbat ki
Misaalon ka safarnama
Meri aur se utha
Teri aur ko kadam pehla
Milenge hum
Pehla milenge hum
Watch Video