Sadiyaan
Lakeer
Lyrics
Sadiyaan samaa gayi is ik pal mein
Dikhne laga sukoon duniya ki hulchul mein
Sadiyaan samaa gayi is ik pal mein
Dikhne laga sukoon duniya ki hulchul mein
Ae kaash pa loon yeh pal main bhi
Main bhi is pal mein
Main bhi is pal mein, is pal mein
Main bhi is pal mein ho o la la
Sadiyaan sadiyaan sadiyaan ve
Sadiyaan sadiyaan sadiyaan ve
Sadiyaan sadiyaan sadiyaan ve
Sadiyaan sadiyaan sadiyaan ve
Sadiyaan sadiyaan sadiyaan ve
Sadiyaan sadiyaan sadiyaan ve
Sadiyaan sadiyaan sadiyaan ve
Sadiyaan sadiyaan sadiyaan ve
Sadiyaan sadiyaan
Sadiyaan sadiyaan
Ho naino ke sheeshe mein saaya hai kiska
Luk chupke aata hai chanda ke jaisa
Kashti-e-dil kehti hai mil sagar hai ishq ka
Roke kyun humko yoon yeh haya
Leharon mein doobe log toh hai sada
Saahil pe doobke jee le hum sadiyaan
Sadiyaan sadiyaan
Sadiyaan samaa gayi is ik pal mein
Dikhne laga sukoon duniya ki hulchul mein
Ae kaash pa loon yeh pal main bhi
Main bhi is pal mein
Main bhi is pal mein, is pal mein
Main bhi is pal mein ho o la la
Ashqon ko aayi hansi, gumsum hai zubaan
Maaf kare keh na sakoon haal-e-dil yahan
Raaz-e-wafa rehte hai do dil ke darmiyan
Keh diya toh raha ishq kya aankhon mein
Doobe khamoshi se haya
Aise hi guzre sadiyaan sadiyaan
Sadiyaan sadiyaan
Sadiyaan samaa gayi is ik pal mein
Dikhne laga sukoon duniya ki hulchul mein
Ae kaash pa loon yeh pal main bhi
Main bhi is pal mein
Main bhi is pal mein, is pal mein
Main bhi is pal mein ho o
Watch Video