Lyric4U
Sachi Yeh Kahani Hai

Kabhi Haan Kabhi Naa

Watch Video
Lyrics
Doston, ab aap joh sunenge
Yeh gaana hi nahi ek kahani bhi hai
Haan sachi kahani
Ek don ki kahani
Sachi yeh kahani hai
Sun lo meri jaan
Kahin ek shehar mein
Tha ek naujawan
Sacha seedha sa pyara insaan
Kya kahoon woh bana kaise don ... kaise don
Sachi yeh kahani hai
Sun lo meri jaan
Kahin ek shehar mein
Tha ek naujawan
Sacha seedha sa pyara insaan
Kya kahoon woh bana kaise don ... kaise don
Roji ke liye jahan jahan jaata woh
Thokar hi sada wahan wahan paata woh
Roji ke liye jahan jahan jaata woh
Thokar hi sada wahan wahan paata woh
Par woh jawan tha iraade ka jawan
Chhod diya aakhir shareefon ka jahaan
Par woh jawan tha iraade ka jawan
Chhod diya aakhir shareefon ka jahaan
Jis din se woh don ban gaya
Darne lage log aisa toofan ban gaya
Aur kya kahoon main
Sara jahaan tha uske kadmo mein
Yoon toh joh bhi chaha woh mila
Par dil ka gul na khila
Dil ki khushi toh milti joh
Pyar usse karta yeh jahaan ... yeh jahaan
Sachi yeh kahani hai
Sun lo meri jaan
Kahin ek shehar mein
Tha ek naujawan
Sacha seedha sa pyara insaan
Kya kahoon woh bana kaise don
Don, don, don, don ... kaise don
Aage kya kahoon uski kahaniyan
Jali hai sada aiso ki jawaniyan
Aage kya kahoon uski kahaniyan
Jali hai sada aiso ki jawaniyan
Apno ne bhi toh na kiya usse pyar
Roothi rahi sada mohabaat ki bahaar
Apno ne bhi toh na kiya usse pyar
Roothi rahi sada mohabaat ki bahaar
Logon mein aata jab kabhi
Has hasta jab kabhi
Dekhne wale ko hota tha
Us hasi pe rone ka ghumaan ... ka ghumaan
Sachi yeh kahani hai
Sun lo meri jaan
Kahin ek shehar mein
Tha ek naujawan
Sacha seedha sa pyara insaan
Kya kahoon woh bana kaise don
Don, don, don ... kaise don
Don, don, don ... kaise don
Don, don, don ... kaise don
Don!
Watch Video