Lyric4U
Sach Keh Raha Hai

Rehnaa Hai Terre Dil Mein

Watch Video
Lyrics
Sach keh raha hai deewana dil
Dil na kisi se lagana
Sach keh raha hai deewana dil
Dil na kisi se lagana
Jhoothe hai yaar ke vaade saare
Jhoothi hai pyar ki kasmein
Maine har lamha jise chaha, jise puja
Us hi ne yaaron mera dil toda toda
Tanha tanha chhoda
Sach keh raha hai deewana dil
Dil na kisi se lagana
Jhoothe hai yaar ke vaade saare
Jhoothi hai pyar ki kasmein
Maine har lamha jise chaha, jise puja
Us hi ne yaaron mera dil toda toda
Tanha tanha chhoda
Sundar sundar woh haseena badi
Sundar sundar main toh khone laga
Uske nashe mein bin peeye behaka
Sundar sundar woh haseena badi
Sundar sundar main toh khone laga
Uske nashe mein bin peeye behaka
Ek din usse bhula doonga main
Uske nishaan mita doonga main
Chahoonga na main us patthar ko
Ja usse bata de
O o ho sach keh raha hai deewana dil
Dil na kisi se lagana
Jhoothe hai yaar ke vaade saare
Jhoothi hai pyar ki kasmein
Maine har lamha jise chaha, jise puja
Us hi ne yaaron mera dil toda toda
Tanha tanha chhoda
Mausam mausam tha suhaana bada
Mausam mausam maine dekha usse
Hua main pagal bas pal bhar mein
Mausam mausam tha suhaana bada
Mausam mausam maine dekha usse
Hua main pagal bas pal bhar mein
Aake basi hai woh mere mann mein
Uski kami hai ab jeevan mein
Woh door hai meri nazron se
Kyun usse main chahoon
La lai lai lai lai la le
La lai lai lai lai la
La lai lai lai lai la le
La lai lai lai lai la
Maine har lamha jise chaha, jise puja
Us hi ne yaaron mera dil toda toda
Tanha tanha chhoda
Watch Video