Sab Kuch Bhula Diya
Hum Tumhare Hain Sanam
Lyrics
Humne tumse tumne hamara rishta joda gham se
Ek wafa ke sivah kaun si khatta huyi thi humse
Kabhi bandhan juda liya kabhi daaman chhuda liya

O saathi re kaisa sila diya yeh wafa ka kaisa sila diya
Kaisa sila diya yeh wafa ka kaisa sila diya
Tere vaade woh iraade
Tere vaade woh iraade
O mitwa re sab kuch bhula diya yeh wafa kaisa sila diya
Sab kuch bhula diya yeh wafa kaisa sila diya
Meri yaadon mein tum ho
Meri saanson mein tum ho
Magar tum jaane kaisi galatfehmi mein ghum ho
Tumhare ghar ko mandir devta tumko bana liya

Devta tumko bana liya
Tere vaade woh iraade
Tere vaade woh iraade
O mitwa re sab kuch bhula diya yeh wafa kaisa sila diya
Sab kuch bhula diya yeh wafa kaisa sila diya
Umar bhar so na sakenge
Kisi ke ho na sakenge
Ajnabi tum ho jaao gair hum ho na sakenge
Kisi begane ki khatir tumne apno ko bhula diya

Tumne apno ko bhula diya
Haan apno ko bhula diya
Tere vaade woh iraade
Tere vaade woh iraade
O saathi re sab kuch bhula diya yeh wafa kaisa sila diya
Sab kuch bhula diya yeh wafa kaisa sila diya
Ab mujhe jeena nahi sanam
Yeh zeher peena nahi sanam
Ab mujhe jeena nahi sanam
Yeh zeher peena nahi sanam
Janam janamo ka naata chand lamho mein mita diya

Chand lamho mein mita diya
Tere vaade woh iraade
Tere vaade woh iraade
O mitwa re sab kuch bhula diya yeh wafa kaisa sila diya
Sab kuch bhula diya yeh wafa kaisa sila diya
Kabhi bandhan juda liya kabhi daaman chhuda liya
Kabhi bandhan juda liya kabhi daaman chhuda liya
O saathi re kaisa sila diya yeh wafa ka kaisa sila diya
Kaisa sila diya yeh wafa ka kaisa sila diya
Kaisa sila diya yeh wafa ka kaisa sila diya
O mitwa re, O mitwa re, O mitwa re, O mitwa re
Watch Video