Lyric4U
Saathiya

Darling

Watch Video
Lyrics
Saathiya ... saathiya
Saathiya ... saathiya
Need you baby, want you baby
Need you baby, want you baby
Need you baby, want you baby
Need you baby, want you baby
Ishq bedardi mujhko pata hai
Iski chahat mein milti saza hai
Ishq bedardi mujhko pata hai
Iski chahat mein milti saza hai
Bekaraari mein mar hi na jaun
Nasamajh ko main kaise samajhaun
Dil hai ke maanta nahi hai
Bechaini jaanta nahi hai
Main karun kya bata zara saathiya
Dil hai ke maanta nahi hai
Bechaini jaanta nahi hai
Main karun kya bata zara saathiya
Saathiya ... saathiya ... saathiya
Need you baby, want you baby
Need you baby, want you baby
Narm khwaabon ki baahon mein jaagengi aankhen
Garm yaadon ke saaye mein beetengi raatein
Narm khwaabon ki baahon mein jaagengi aankhen
Garm yaadon ke saaye mein beetengi raatein
Yaad toh aayegi, bekhudi chhayegi
Dard de jaayegi, tanhaai tadpayegi
Dil hai ke maanta nahi hai
Bechaini jaanta nahi hai
Main karun kya bata zara saathiya
Dil hai ke maanta nahi hai
Bechaini jaanta nahi hai
Main karun kya bata zara saathiya
Saathiya ... saathiya ... saathiya
Need you baby, want you baby
Need you baby, want you baby
Saare aalam pe aahon ka chhayega jaadu
Apne hi jazbon pe toh hoga na kaabu
Saare aalam pe aahon ka chhayega jaadu
Apne hi jazbon pe toh hoga na kaabu
Zakhm yeh toh jigar ho gaye sau asar
Na rahe yeh khabar pechida hoga safar
Dil hai ke maanta nahi hai
Bechaini jaanta nahi hai
Main karun kya bata zara saathiya
Dil hai ke maanta nahi hai
Bechaini jaanta nahi hai
Main karun kya bata zara saathiya
Saathiya ... saathiya ... saathiya
Need you baby, want you baby
Need you baby, want you baby
Saathiya ... saathiya
Watch Video