Lyric4U
Saath Jo Tera Mil Gaya

Ghulam

Watch Video
Lyrics
Saath jo tera mil gaya
Haath se mere dil gaya
Duniya mein aaye hum kya tere vaste
Chahat ke khul gaye kya hum pe raste
Akela bhi hoke akela yeh dil na raha
Ha ha ... ha ha ... ha ha
Saath jo tera mil gaya
Haath se mere dil gaya
Duniya mein aaye hum kya tere vaste
Chahat ke khul gaye kya hum pe raste
Akela bhi hoke akela yeh dil na raha
Ha ha ... ha ha ... ha ha
Saath jo tera mil gaya
Dil mein tu aaye, aake na jaaye
Mumkin ho yeh agar
Dil mein tu aaye, aake na jaaye
Mumkin ho yeh agar
Dil ko udake, duniya chhudake
Le chal teri dagar
Baat yeh khaas hai
Tu dil ke mere aas paas hai
Ha ha ... ha ha ... ha ha
Saath jo tera mil gaya
Haath se mere dil gaya
Jaaga naseeb
Jabse kareeb tu aa gaya sanam
Jaaga naseeb
Jabse kareeb tu aa gaya sanam
Main lapata hoon, main ik hawa hoon
Kahin dil kahin kadam
Baat yeh khaas hai
Dosti ka teri ehsaas hai
Ha ha ... ha ha ... ha ha
Saath jo tera mil gaya
Haath se mere dil gaya
Duniya mein aaye hum kya tere vaste
Chahat ke khul gaye kya hum pe raste
Akela bhi hoke akela yeh dil na raha
Ha ha ... ha ha ... ha ha
Saath jo tera mil gaya, mil gaya
Haath se mere dil gaya, dil gaya
Watch Video