Lyric4U
Saanwariya Saanwariya

Swades

Watch Video
Lyrics
Saanwariya saanwariya
Main toh hui baanwariya
Tune mann moh liya
Saanwariya ho
Saanwariya saanwariya
Main toh hui baanwariya
Tune mann moh liya
Saanwariya ho
Uljha sa yeh mann hai
Sulga sa yeh tann hai
Sapno ka saawan hai
Naino ka aangan hai
Chalke mann gagariya
Saanwariya ho, saanwariya ho
Saanwariya saanwariya
Main toh hui baanwariya
Tune mann moh liya
Saanwariya ho
Joh tu yoon paas aaya hai
Joh tu yoon dil pe chhaya hai
Toh maine kya paya hai
Kaise kahoon haan
Kahin dhadkan ki kaliyan hai
Kahin sapno ki galiyan hai
Joh mann mein rangraliyan hai
Kaise kahoon
Tu joh mujhe aaise behkaye
Kabhi kabhi mujhe toh badi laaj si aaye
Bhooli hoon main jaise apni dagariya
Jab se hai dekhi maine prem nagariya
Prem nagariya
Saanwariya saanwariya
Main toh hui baanwariya
Tune mann moh liya
Saanwariya ho
Tu joh mila mujhe
Toh yeh sara samaan badal gaya
Khilne lage phool se
Meri raah mein
Phir yoon laga mujhe
Ki yeh dharti nayi hui
Naya ambar hua
Teri aur meri chah mein
Chanchal hawa tarana koi gaaye
Nadiya bhi koi kahani kehti jaye
Jabse mili sajna tujhse nazariya
Kho gayi hai sudh-budh ki mujhse gathariya
Saanwariya saanwariya
Saanwariya saanwariya
Main toh hui baanwariya
Tune mann moh liya
Saanwariya ho
Watch Video