Saajan Mera Us Paar Hai
Gangaa Jamunaa Saraswati
Lyrics
Saajan mera us paar hai
Milne ko dil bekaraar hai
Saajan mera us paar hai
Milne ko dil bekaraar hai
Mausam bhi aa pahuncha shehnai ka
Ab humko dar kaisa tanhai ka
Mausam bhi aa pahuncha shehnai ka
Ab humko dar kaisa tanhai ka
Jeevan ko jiska intezaar hai
Aane hi wali woh bahaar hai
Jeevan ko jiska intezaar hai
Aane hi wali woh bahaar hai
Saajan mera us paar hai
Milne ko dil bekaraar hai
Jinki chahat mein akhiyan tarsi hai
Jinse milne ko barson barsi hai
Jinki chahat mein akhiyan tarsi hai
Jinse milne ko barson barsi hai
Hone wala unka deedar hai
Unko bhi mera intezaar hai
Hone wala unka deedar hai
Unko bhi mera intezaar hai
Saajan mera us paar hai
Milne ko dil bekaraar hai
Ghunghat mera jab woh uthayenge
Ik duje mein hum kho jayenge
Ghunghat mera jab woh uthayenge
Ik duje mein hum kho jayenge
Kadamo mein unke hi sansar hai
Yeh toh janamo janamo ka pyar hai
Kadamo mein unke hi sansar hai
Yeh toh janamo janamo ka pyar hai
Saajan mera us paar hai
Milne ko dil bekaraar hai
Watch Video