Lyric4U
Saajan Ke Ghar Jaana Hai

Lajja

Watch Video
Lyrics
Je main hona si parayi
Das tu aanyi preet kyun paayi, maaye
Mehndi lagake aayi, haaye
Bindiya sajake aayi, oye hoye hoye hoye
Mehndi lagake aayi
Bindiya sajake aayi
Choodi khankake aayi
Payal chhankake aayi
O ab geet milan ke gaana hai, gaana hai, gaana hai
Mujhe saajan ke ghar jaana hai
Mujhe saajan ke ghar jaana hai
Mujhe saajan ke ghar jaana hai
Mujhe saajan ke ghar jaana hai
Haan mujhe saajan ke ghar jaana hai
Mujhe saajan ke ghar jaana hai
Mujhe saajan ke ghar jaana hai
Gudiyan patole aithe meriyan nishaaniyan
Yaadon reh jaaniyan
Bachpan beeta jawaani aayi, hoye
Bachpan beeta jawaani aayi
Saajan ka sandesha laayi
Saiyanji ki sej ko jaake phoolon se mehkana hai
Mujhe saajan ke ghar jaana hai
Mujhe saajan ke ghar jaana hai
Haan mujhe saajan ke ghar jaana hai
Jamdiyan mo piya tu paraiyan ho jaandiyan
Piya mar jaaniyan
Pal mein naata todh chali main, haaye
Pal mein naata todh chali main
Baabul ka ghar chhod chali main
Ab toh piya ke des mein saara jeevan mujhe bitana hai
Mujhe saajan ke ghar jaana hai
Mujhe saajan ke ghar jaana hai
Haan mujhe saajan ke ghar jaana hai
Beti ki taqdeer ka likha, haaye
Beti ki taqdeer ka likha padhke mamta royi
Kisi ne isko janam diya aur le jaaye isse koi
Saj dhajke aaye baraati
Laaye ghode haathi
O teri shaadi ke mauke pe milke sehra gaayenge
Sada suhaagan rahe tu banno, tujhe duayein de jaayenge
Aaj ki raina hum logon ko jhoom jhoomke gaana hai, oye hoye
Mujhe saajan ke ghar jaana hai
Mujhe saajan ke ghar jaana hai
Mujhe saajan ke ghar jaana hai
Haan mujhe saajan ke ghar jaana hai
Mujhe saajan ke ghar jaana hai
Mujhe saajan ke ghar jaana hai
Watch Video