Ruk Ja O Dil Deewane
Dilwale Dulhania Le Jayenge
Lyrics
Ru ru ru ... tu ru tu
Ru ru ru ... tu ru tu
Ruk ja o dil deewane
Poochon toh main zara
Ladki hai ya hai jaadu
Khushboo hai ya nasha
Haa ... ruk ja o dil deewane
Poochon toh main zara
Arre ... ladki hai ya hai jaadu
Khushboo hai ya nasha
Paas woh aaye toh
Chuke main dekhoon zara
Ruk ja o dil deewane
Poochon toh main zara
Dekhe woh idhar
Haske bekhabar
Thaamke dil hum khade hain
Gumsum si nazar
Uski hai magar
Honthon pe shikve bade hain
Baat ban jaaye toh
Main baat chhedon zara
Ruk ja o dil deewane
Poochon toh main zara
Ladki hai ya hai jaadu
Khushboo hai ya nasha
Sharma woh gayi
Ghabra woh gayi
Maine joh usko pukaara
Yeh dil le liya
Usne kar diya
Aankhon hi aankhon mein ishaara
Jaan bhi jaaye toh
Gham na karoon main zara
Ruk ja o dil deewane
Poochon toh main zara
Ladki hai ya hai jaadu
Khushboo hai ya nasha
Mehfil mein haseen
Tu hi toh nahin
Roothi tu kis liye akeli
Jispe yoon fida
Yeh dil ho gaya
Woh toh hai teri ek saheli
Maan woh jaaye toh
Baahon mein le loon zara
Ruk ja o dil deewane
Poochon toh main zara
Arre ... ladki hai ya hai jaadu
Khushboo hai ya nasha
Paas woh aaye toh
Chuke main dekhoon zara
La la ... la la la
La la ... la la la
Watch Video