Rubaroo
Rang De Basanti
Lyrics
Aye saala!
Abhi abhi hua yakeen
Ki aag hai mujh mein kahin
Hui subah main jal gaya
Suraj ko main nighal gaya
Rubaroo roshni
Rubaroo roshni ... hey!
Joh gumshuda sa khwaab tha
Woh mil gaya, woh khil gaya
Woh loha tha pighal gaya
Keencha keencha machal gaya
Sitaar mein badal gaya
Rubaroo roshni
Rubaroo roshni ... hey!
Dhuan chhata khula gagan mera
Nayi dagar naya safar mera
Joh ban sake tu humsafar mera
Nazar mila zara
Dhuan chhata khula gagan mera
Nayi dagar naya safar mera
Joh ban sake tu humsafar mera
Nazar mila zara
Aandhiyon se jaghad rahi hai lau meri
Ab mashaalon si bhad rahi hai lau meri
Naamon nishaan rahe na rahe
Yeh karavan rahe na rahe
Ujaale main pee gaya
Roshan hua jee gaya
Kyun sehte rahe
Rubaroo roshni
Rubaroo roshni ... hey!
Dhuan chhata khula gagan mera
Nayi dagar naya safar mera
Joh ban sake tu humsafar mera
Nazar mila zara
Rubaroo roshni
Rubaroo roshni ... hey!
Aye saala!
Aye saala!
Aye saala!
Watch Video