Roothe Rab Ko Manana
Majboor
Lyrics
Main logon ke pyar ke kisse
Sunkar hasta rehta tha
Tum sang aankh ladi toh main jaana
Shayar sach kehta tha
Ke roothe rab ko manana aasaan hai
Roothe yaar ko manana mushkil hai
Roothe yaar ko manana mushkil hai
Roothe rab ko manana aasaan hai
Roothe yaar ko manana mushkil hai
Roothe yaar ko manana mushkil hai
Soone ghar ko basana aasaan hai
Aasaan hai, aasaan hai
Soone dil ko sajana mushkil hai
Soone dil ko sajana mushkil hai
Roothe rab ko manana aasaan hai
Roothe yaar ko manana mushkil hai
Roothe yaar ko manana mushkil hai
Ho sakta hai todke koi
Jodh le koi khilona
Jodh le koi khilona
Is mitti se yaaron paida ho sakta hai sona
is mitti se yaaron paida ho sakta hai sona
Ujhde baagh lagana aasaan hai
Ujhde baagh lagana aasaan hai
Toote phool khilana mushkil hai
Toote phool khilana mushkil hai
Roothe rab ko manana aasaan hai
Roothe yaar ko manana mushkil hai
Roothe yaar ko manana mushkil hai
Maaf karo, yeh gussa chhodo
Main haara, tum jeeti
Main haara, tum jeeti
Tum bin ik din aise beeta jaise umariya beeti
Tum bin ik din aise beeta jaise umariya beeti
Sab kuch bhool jaana aasaan hai
Sab kuch bhool jaana aasaan hai
Teri yaad ko bhulana mushkil hai
Teri yaad ko bhulana mushkil hai
Roothe rab ko manana aasaan hai
Roothe yaar ko manana mushkil hai
Roothe yaar ko manana mushkil hai
Watch Video