Lyric4U
Rona Sikha Diya

Baaghi 4

Watch Video
Lyrics
Teri galiyon mein aake theharti hoon main rozana
Woh aasmaan bhi mujhe dekh kar kyun deta hai taana
Tujhe dekh kar yeh dhadakta hai
Joh tu na mile dil tadapta hai
Kya thi main aur kya mujhe bana diya
Tune rona sikha diya, rona sikha diya
Tune rona sikha diya, rona sikha diya
Haan jaana tere pyar ne rona sikha diya, rona sikha diya
Khushnaseebi hai ke dil ki ya duaon ka yeh sila
Ban gaya hai khud se bhi zyada tujhse mera raabta
Tere sang hi main muqammal hoon
Tadapti tere bin main pal pal hoon
Phir paas aake kyun juda kiya
Tune rona sikha diya, rona sikha diya
Tune rona sikha diya, rona sikha diya
Ho jaana tere pyar ne rona sikha diya, rona sikha diya
Teri galiyon mein aake theharti hoon main rozana
Woh aasmaan bhi mujhe dekh kar kyun deta hai taana
Watch Video