Rang De
My Name Is Khan
Lyrics
Suraj ka naya chehra
Todhe darr hai har pehra
Jaane kyun har nazar mein hai
Ek junoon, joh yahi kahe
Is aandhi mein bhi na chhodenge imaan
O yaara, O yaara
Rang de aman se aasmaan
Rang de aman se aasmaan
Suraj ka naya chehra
Baandhe rishton ka sehra
Yeh dagar bas ban jaaye
Ek lehar, joh yahi kahe
Is aandhi mein bhi na chhodenge imaan
O yaara
Rang de aman se aasmaan
Rang de aman se aasmaan
(Sargam)
Jis gadhi jazbaat ki aandhi chale
Raah-e-reham humpe roshan rahe
Roshni ka saath hum de chale
Jaane kyun har nazar mein hai
Ek junoon, joh yahi kahe
Is aandhi mein bhi na chhodenge imaan
O yaara, O yaara
Rang de aman se aasmaan
Rang de aman se aasmaan
Rang de aman se aasmaan
Rang de aman se aasmaan
Watch Video